Dil mera har lamha jise paane ki dua krta hai,
Misl-e-khushbu meri saanson me basaa krta hai,
Us k lehje se gulaabon ki mehak aati hai,
Baat krta hai to waqt ruka krta hai,
...
Sochta hoon k ek baar bewafayi karun,
Main bhi dekhun k wo kaisey wafa krta hai....
No comments:
Post a Comment