Naa tum baaz aao na hum baaz aayein.,
Baraabar khafa hon baraabar manaayein.,
Bohat khoobsurat hain tewar tumhaare.,
Khafa ho agar bhi to lagte ho pyaare.,
...
Mere jee mein aaye gale se lagaa loon.,
Adaa rooth jaane ki tum se chura loon.,
Tumhaari adaa hum tumhi ko dikhaayein.,
Naa tum baaz aao na hum baaz aayein...
No comments:
Post a Comment