Sunday, June 26, 2011

Khud ko chup karak main aj boht roya
purani yadoon ko gunguna k main aj boht roya
tanhai k gumse nidhal ho ker
teri tasveer galy laga k aj boht roya
apnon ne jo kia wo sb bhula dia
...ghayron ko aazma k main aj khoob roya
main kahan is qabil k wo mulaqaat karen
khwahishon ko dabo dabo ke main khoobroya.

No comments:

Post a Comment