Thursday, June 30, 2011

Muhabbat kar to lein lekin Wafa hai shart chahat ki
Zara mujhe bata janaK is dor-e-khudgrzi main
Wafa ab kon karta haiWafa kanto ka rasta hai
To kanto py chaly konWafa hai khail aatish ka
To aatish main jaly konWafa hai maut ka soda
...Yahan baichy sansein konWafa hai rat-jaga musam
Yahan jagy ga ratein konWafa khud ko mitana hai
Yahan khud ko mitaye konWafa sab kuch lutana hai
Yahan khud ko lutaye kon.....

No comments:

Post a Comment