Tum roth jao mujsy
Aisa kabi na karna
Main ik nazar ko tarson
Aisa kabi na karna
Main poch poch haron
So so sawal kar K
Tum kuch jawab na do
Aisa kabhi na karna
Mujsy hi mil K hasna
Mujsy hi mil K rona
Mujsy bicher K jee lo
Aisa kabhi na karna
Tum chand ban K rihna
Main dekhta rahon har pal
Kisi roz tum na niklo
Aisa kabhi na karna
Tum chalay jao jab B
To dekhoon tumhara rusta
Tum lot K na aao
Aisa kabhi na karna
No comments:
Post a Comment