Tuesday, June 28, 2011

wo piyar ka saboot dikhaya karta tha.
aansu baha kr mujhe manaya karta tha
yeh zindagi sirf tum se wabasta hai
aksar ye bat mujhe batya karta tha
uski baton mein kuch aisa asar tha
...mai barish k bina hi bheeg jaya jkarta tha.
sone ki fursat kis ko thi
wo mujhe sari raat jagaya karta tha
bechaeni jab had se bhar jati thi
wo mujhe bhar k gale lagya karta tha
wo itni muhabat karne wala badal gaya
jo sath nibhane ki qasam kahya karta tha...

No comments:

Post a Comment