Friday, July 22, 2011

Ji main aata hy ulat dy,n in k chahray say naqaab.
hosla kartay hain lekin hosla hota nahi.

...ab to mudat say rah o rasm e nazara band hy.
ab to in ka toor par bhe samnaa hota nahi.

hayyy ye by,gangi , apni nahi mujh ko khabar.
hayyy ye aalam k tu dil say juda hota nahi.

No comments:

Post a Comment