Sunday, July 17, 2011

pighle neelam se behta hua yeh sama,
neeli neeli si khamoshiyan,
na kahin hai zamin na kahin aasman,
sarsaraati hui tehniya patiyan keh rahi hai k bas ek tum ho yahan,
sirf main meri saanse hai aur meri dhakane,
aisi gehraiyan aisi tanhaiyan, aur main, sirf main,
apne hone pe mujhko yakin aa gya...

No comments:

Post a Comment