Ub tu mumkin hi nahi un say mulaqat wasi
Ub tu arooj pe puhnchi ha un ki zaat wasi
Wahi waday hein orrasmoon ki zanjerein baqi
Kub badalti ha zamanay ki riwait wasi
Aik woh din tha k aik doosray ko sochtay thay hum
...Ub miltay nahi doono k khialat wasi
Meri har subha ka aghaz ho teray naam say wasi
Teri yaadon mein kati meri har raat wasi
Tum khan or meray pyar ka mayar khan
Kitni asani say kar gaya ha woh yeh baat wasi
No comments:
Post a Comment