wo zakhm-e-intezar ki lazzat bhi ley gaya
abb naama ber ki rah na dekha karein gay hum
wo kis tarah mila tha , juda kaise ho gaya
socha tha ye sawal na socha karein gay hum
aye zindagi jab uss se wafa kar saki na tu
phir tu bata tujh se wafa kya karein gay hum
No comments:
Post a Comment