batao kia mila tum ko bhala hum sai khafa ho ker
Suna hai tum bhi pareshaan ho hum sai jud ho ker
Qasoor aakhir tumhara tha ya humara tha khuda jane
Kabhi yeh baat sochain ge phir dono aik jaga ho ker
...
Abhi tak yaad hai humko tumhara wo haseen wada
Na tum jee pao ge dunya mai hum se be-wafa ho ker
Jo hain bondhain in aaskon main muhabat ki hain sogatein
Yeh tuhfay milay hain hum ko tum se ba-waffa ho ker
No comments:
Post a Comment