Sunday, August 14, 2011

Jab kabhi tera dil gabraye to lot ana
Agr tujhe meri yaad sataye to laut ana

Kuch waqt acha guzara hai sath tumhare
Us waqt ki awaz aye to laut ana
...
Aik waqt k lye sub he dost ban jate hain
Jab koi tjhe thukraye tau laut ana

Najane kaise din raat teri yad mein guzarte hain
Ye paigam mil jaye tau laut ana.

No comments:

Post a Comment