Jo adhoori reh gai thi wo kahani sochna..
Baith kar tanha faqat baatein purani sochna...
Jab kisi sahil pe aa jaye meri yaad tumhein..
...
Kyun jazeeron ki taraf behta hai paani sochna...
Jab kabhi likhna kahani ''zeest'' ki, mojon pe tum..
Kyun badal jate hain lafzon k maani sochna...!
No comments:
Post a Comment