Mai to paagal hu meri baat koi kya samjhe,
mai jo kehta hu din ko raat koi kya samjhe.
aankh walo ki nigahoon pe hai dolat k pardey,
akal walo ki siyaasat ko koi kya samjhe.
...
wo ek gareeb jo muntazir hai sirf rooti ka,
uski faaka-kashi aur lachaari koi kya samjhe.
maana k tum bade hi akal waale ho,
magar jo baat dil ki hai,wo akal kya samjhe
No comments:
Post a Comment