kitni uljh gai hai judai mai zindagi
wOh shaks jafa kar k Ehsaan kar
gaya
... mai jis kO baat baat pay kahta
tha upni jaan
dekhO wOhi shaks mujhy bejaan
kar gaya
pehaly wOh meri zaat ki tameer
mai raha
phir mujh kO upne haath se
mismaar kar gaya
wOh Aa milla tu faslay kat'tay
chalay gaey
Bichra tO rastay mere dushwaar
kar gaya
bichra kuch is aada se k rut hi
badal gai
ik shaks saray shehar ko veeran
kar gaya
No comments:
Post a Comment