Monday, June 27, 2011

hr ilzaam ka haqdar wo hume bana jate hain
hr khata ki saza wo hume suna jate hain
hum har bar khamosh reh jate hain
kyun k wo apna hone ka haq jta jate hain..

No comments:

Post a Comment