Monday, June 27, 2011

Maktab-e-Ishq mein pesh aaye "SaWalon" ki tarah,

Hum pareshaan hi rahe apne "Khayalon" ki tarah,

Jab bhi anjaam-e-mohabat ne pukara khud ko,
...
Waqt ne pesh kiya hum ko "Misaalon" ki tarah,

Zikar jab ho ga mohabat mein Tabaahi ka kahin,

Yaad "Hum" aayen ge duniya ko "Hawaalon" ki tarah....!

No comments:

Post a Comment