Uski nazron ka kamal na poch...
ab jo hua hai mera haal na poch...
ho gai uss k samne zuban band meri..
phir kiya kya uss na sawal na poch,,,..
Milta hai mujhay har roz khuwab main,,
usy hai mera kitna khayal na poch.....
tere sang guzra jo waqt maloom nahi..
JUDAI main guzra jo saal na poch,,,..
tajir to hoon main muhabbat ka magar...
ho raha ho kiss tarah kangal na poch....
No comments:
Post a Comment