Aao janch laity hn
Dard k tarazo par
Kis k gham kahan tak hain
Shiddatain kahan tak hain
...
Kuch aziz logon se
Poochna to parta hy
Aaj kal wafaoon ki Qeematain kahan tak hain
Fursatain milain jab bhe
Ranjashain bhula daina
Kaun janay saansoon ki Mohlatain kahan tak hain.....!
No comments:
Post a Comment